Agar aapne haal hi mein Salajeet (jo ke Shilajit ke naam se bhi mashhoor hai) khareedi hai aur (salajeet uses in urdu) istemal karne mein shak hai, toh chinta mat kijiye! Ye mukammal rehnuma aapko iske sahi istemal ka tareeqa batayega taki aap iske faide se behtareen taur par faida utha sakein. Yaad rakhein, behtareen natijay hasil karne ke liye qadri organic Salajeet ka intikhab karna zaroori hai.
Salajeet Uses for Healthy Person
Jo log healthy person hain or on ko blood pressure, kidney ka dard jesi koi bemari nhi hay, aisay log shilajit say 250mg-500mg tak garam dodh ya pani main rat ko sonay say pehlay istamal kerain.
Salajeet Ka Istamal for Bodybuilders for Weight LossFor
For Weight Loss: Jo bodybuilders weight loss kerna chahty hain wo garam pani ya Organic Pro Green Tea main 250mg-500mg jo kay sokhay chanay kay danay kay baraber banti hay mix ker kay pi lain workout say pehlay (salajeet uses in urdu)
Salajeet Ka Istamal for Bodybuilders for Weight Gain
For Weight Gain: Agar ap weight gain kerna chahta hain to post workout kay doran garam dodh main 500mg tak mix ker kay pi lain or body ko relax honay dain. Apki diet main role play kerti hay weight gain ya weight loss kernay kay liey.
How To Use Salajeet for Women
Jo auratain pregnant hain wo salajeet ko doctors ki hidayat kay bagair istamal na kerain, Healthy womens istamal ker sakti hain 250mg ki quantity garam dodh ya pani main mix ker kay pi lain